Kesariya Lyrics – Brahmāstra | Arijit Singh | Ranbir Kapoor, Alia Bhatt
Song | Kesariya |
---|---|
Movie | Brahmāstra |
Singer | Arijit Singh |
Music | Pritam |
Lyrics | Amitabh Bhattacharya |
Release Year | 2022 |
Lyrics:
Mujhko itna bataaye koyiKaise tujh se dil na lagaaye koyi
Rabba ne tujhko banaane meinKar di hain husn ki khali tijoriyaanKaajal ki siyaahi se likhiHain tune jaane kitno ki love storiyan
Kesariya tera ishq hai, piyaRang jaaun jo main haath lagaaunDin beete saara teri fikr meinRain saari teri khair manaaun
Kesariya tera ishq hai, piyaRang jaaun jo main haath lagaaunDin beete saara teri fikr meinRain saari teri khair manaaun
Patjhad ke mausam mein bhi rangi chanaaron jaisiJhanke sannaaton mein tu veena ke taaron jaisiMmm, sadiyon se bhi lambi ye mann ki amaavasein hainAur tu phuljhadiyon waale tyohaaron jaisi
Chanda bhi deewaana hai teraJalti hain tujhse saari chakoriyaanKaajal ki siyaahi se likhiHain tune jaane kitnon ki love storiyan
Kesariya tera ishq hai, piyaRang jaaun jo main haath lagaaunDin beete saara teri fikr meinRain saari teri khair manaaun
Kesariya tera ishq hai, piyaRang jaaun jo main haath lagaaunDin beete saara teri fikr meinRain saari teri khair manaaun
Kesariya tera ishq hai, piya, ishq hai, piyaKesariya tera ishq hai, piya, ishq hai, piyaPiya, ishq hai, piya, ishq hai, piyaKesariya tera ishq hai, piyaRang jaaun jo main haath lagaaun
0 Comments